Karhi Pakora.
You can have Karhi Pakora using 24 ingredients and 13 steps. Here is how you achieve it.
Ingredients of Karhi Pakora
- You need 1/2 kg of Yogurt.
- It's of (Katha krny ke liye 2 lemons ka juice mila dain).
- It's 3 cup of Water.
- Prepare 1/4 cup of Water.
- Prepare 1-1/2 of Water.
- Prepare 1 cup of Basin.
- It's 3 tbsp of Oil.
- Prepare 8-10 of Curry patta.
- It's 2 tsp of Turmeric Powder.
- Prepare To Taste of Salt.
- You need 1-1/2 tbsp of Ginger Garlic Paste.
- It's 1/2 tsp of Cumin Seeds.
- You need 1-1/2 tbsp of Coriander powder.
- You need 1 tbsp of Red Chilli Powder.
- It's 1/4 cup of Coriander Leaves.
- Prepare 2 of Green Chillies.
- Prepare of For Tadka.
- It's 1/4 cup of Oil.
- Prepare 1 of Onion (Small and sliced).
- It's 3 of Garlic Cloves.
- You need 4-5 of Button Red Chillies (Sabu Lal mirch).
- Prepare 1 tsp of Cumin Seeds.
- It's 4-5 of Curry Patta.
- Prepare of (I have already uploaded recipe of pakoras).
Karhi Pakora step by step
- Ek frying pan mein besan daal kar isy khushboo anay tak bhoon lain aur thanda kar lain..
- Ab ek bowl mein bhuna hua besan aur dahi daal kar achi tarah mix karein..
- Thora Thora pani (1-1/2 cup) shamil karein aur smooth honay tak achi trh mix kar lain aur side par rakh dain..
- Ab ek bartn mein curry patta, oil,zeera aur ginger garlic paste daal kar achi tarah mix kar lain medium flame py..
- Ab is mein namak,lal mirch aur haldi powder daal dain aur achi trh mix kar lain..
- 1/4 cup paani dal kar mix krain aur 2 mint hony tak pkayen..
- Ab is mein dahi wala mixture add kar dain aur mix krain..
- Ab is mein 3 cups pani dalen achi tarah mix karein aur boil anay tak pkayen..
- Ab isko dakan sy cover kar ke 1-1/2 hour tak slow flame par pkayen aur drmean mn chmcha hilaty rahen wqft wqfy sy..
- Tadka banay ke liye 1/4 cup oil daalen aur us mn piyaz shamil kar dain aur clr change honay tak pkayen..
- Ab lehsan daal kar fry karein..
- Ab zeera,curry pattay, aur sabut lal mirch daal kar achi trah mix aur fry karein..
- Pakory pehly he bana kar rakh lain. Pehly unko karhi mein daal kar dbo dain. Ab ooper sy yeh tarka daal dain aur green chillies aur hara daniya sy garnish kar lain..